Sunday, February 5, 2017

Facebook account how to strong

facebook.com/superstaranwar
.
 
haal hi me Facebook ke hacker ke ek GRP ne ye dava kiya hai ki India ki 70%  girls ki Facebook
ki photo porn site pe upload ho rahi hai tab se fb. ki security or bada di gyi hai
agar aap in kacker se bachna chahate hai
or apne photo safe rakhna chahate ho to
ye tips apnaye. aapka facebook account
80% safe rahega. agar ye bat sach hai to
sochne wali bat hai. isliye hu m le kar
aaye hai kuch aysi secret tips jo aapke
facebook account ko hack hone se
bachayegi. or aapki photo koi chura nahi
sakega.
Actually social sites allready seucure
rahti hai. but hum apne social account ki
securty settings ko ignore kar dete hai.
jiski wajah se hacher aasani se humare
account ko hack karke humari personal
jankari chura lete hai. maine Blog Ki
Security Ke Liye HTTPS Enable Kaise
Kare me btaya tha ki kis tarah hacker
humari site, account, email ko hack karte
hai. ab mai aapko facebook security ke
bare me kuch tips de raha hu. aapko sahi
lage to aap follow kar sakte ho.
Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke
10 Android Apps
Smartphone Ki Memory Badhane Ke 5
Badhiya Tarike
Apne Facebook Account Ko
Hack Hone Se Kaise
Bachaye Top 11 Tarike
Darasal facebook me pahle se apne
account ko secure karne ki suvidha
mojud hai. aapko sirf kuch step follow
karke apne facebook account ki settings
is tarah set karni hai ki aapki personal
information koi chura nahi paye. follow
below step.
1) Facebook Photos, Posts, Status Ko
Anjane Logo Se Bachaye
facebook me pahle se ye security mojud
hai ki aap anjane logo ser apni activity
hide kar sako.
Accont setting:
1. ab settings & privacy par jaye.
2. ab jaha kahi bhi privacy publish ho.
waha privacy change karke only my
firends ya only me, jo bhi aap karna
chahe set kare.
Fcebook page setting:
1. apne facebook page ke right side me
diye icon par click kare.
2. ab aapko ‘Privacy Settings and Tools’ ka
option dikhayi dega.
3. isme ‘Who can see my future posts?’ par
click karke. aap apni privacy only me ya
only my friens karke apni posts anjane
logo se bacha sakte hai.
2) Facebook Log in Alert On Kare
humesha facebook log in alert ko on
rakhe. facebook alert on hoga to jab koi
aapke account ke sath chedchad karega
ya log in karne ki koshish karega to
aapko iska email ya message mil jayega.
1. facebokk settings par jaye.
2. Security Settings par click kare.
3. Log in alert par click kare.
4. ab alert option ko on karke setting save
kare.
3) Bina Pahchan Ke Person Ki Friend
Request Block Kare
Facebook par kei bar aapko anjane logo
ki friend rquest milti hai. or inhe aap
accept nahi karte hai to wo bar bar
rquest send karte hai. ye log hacker ho
sakte hai. ayse mai aap apne account ki
setting me ja kar ye set kar de ki aapko
koi anjan user friend request na bhej
sake.
1. facebook privacy setting par jaye.
2. ab ‘Who can contact me?’ par jaye.
3. yaha ‘Who can send you friends request’
par aap everyone ki jagah friends of
friends select kare. ayse me aapko sirf
aapke dosto ke dost hi friends rquest
send kar sakenge.
4) Message Filter Kare
Agar aapke pas jarurat se jyada message
aate hai to aapko message filter setting
me ja kar message filter setting karni
hai. message filter settings set karna
isliye jaruri hai ki yaha se bhi aapki
private information leek ho sakti hai.
1. facebook privacy settinfg paer jaye.
2. ‘Whose messages do want filtered into
my inbox’ par click kare.
3. yaha basic or strict 2 option honge. aap
strict set kare. jise aapke pas aane wala
har message filter ho.
5) Email Address Hide Kare
Bahut se log email id se facebook accoun.
banate hai or apni email id ko facebook
account par publish karke chod dete hai.
ayse mai hacker aapki email id pata
karke aapke pas facebook ke fake
message bhejta hai. jaise koi offer ya
kuch or ayse me aap us link par click
karke jab log in karte ho to hacker ko
aapke password mil jate hai.
1. iske liye aap ‘who can look you up using
the email address you provided?’ par
jaye.
2. yaha par everyone ki jagah friends
select kare.
6) Mobile Number Hide Kare
Agar aapki facebook profile par aapke
mobile number add hai to phone no. ko
bhi yaha se churaya ja sakta hai. so apne
mobile number kabhi bhi publish na
kare.
1. facebook setting me ‘who can look you
up using the phone number you
provided?’ par jaye.
2. ab evryone ki jagah friends select kare.
7) Timeline or Tagging
Kai bar aapki timeline par aysi photo
share ki jati hai. jo aapke liye galat ho
sakti hai.ayse mai is bat ka dhyan
rakhna jaruri hai ki koi aapko galat
images me tag na kar sake.
1. timeline and tagging setting par jaye.
2. Who can post on your timeline?, Who
can see posts you’ve been tagged in on
your timeline?, Who can see what others
post on your timeline? sab par only me
set kare.
8) HTTPS Ka Rakhe Khyal
Aap jab bhi kisi site par log in ya sign up
kare to ek bat ka humesha dhyan rakhe
ki wo site https:/ / se start hoti ho. fir
chahe wo social media ho ya koi or site
ho. https ka matlab hota hai Hypertext
Transfer Protocol Secure.

Saturday, February 4, 2017

How to strong accout


  • Facebook Account Block Kyu


Hota Hai Most 11 Karan.  
(Reasons).

Post by: Anwar khan    =Facebook.com/superstaranwar sites me

sabse jyada popular platform hai. har
kisi ki facebook par ID bani hoti hai. log
ek dusre se apni feeling, work, news and
or bhi bahut kuch facebook ke jariye
share karte hai. but facebook par aap
sabkuch share nahi kar sakte hai. kuch
ayse rules hai jinhe follow na karne se or
jo facebook allow nahi karta wo sab
karne se aapka facebook account block
bhi ho sakta hai.
Facebook par aapko sabkuch share karna
allow nahi hai. status, photos and other
share karne ki facebook par ek limit hoti
hai. or agar aap facebook ki had par kar
ke facebook use karoge to facebook
aapki ID ko spam man kar block kar
dega.
Facebook par new users ki ID bahut jaldi
block ho jati hai. iski kuch important
wajah hoti hai. agar aap in mistakes se
bachoge to aapka facebook account block
nahi hoga.
Computer Me Facebook Messenger Apps
Kaise Use Kare
Facebook Account Block Hone Ki 11
Wajah, Reasons, Karan Janiye Hindi Me
Is post me mai aapko ayse hi kuch most
reasons bta raha hu. jinki wajah se
adhiktar logo ke facebook account block
hote hai. agar aap inme se koi mistakes
kar rahe hai to forn use band kar de jis
se aapka facebook account safe rahe.
1. Fake Account Banana
Facebook sicail sites me sabse no.1 hai.
magar facebook par fake account bhi
sabse jyada milte hai. log is par bahut
jyada fake account bana kar logo ko
bevkuf karne ki koshish karte hai. fake
id me jyada girls ki ID banayi jati hai. so
agar facebook ko iska jara sa bhi pata
chal gaya ki aap fake account use kar
rahe ho to aapka account block kar diya
jayega.
Ye bat to tay hai ki fake account tab tak
hi chal sakta hai jab tak aap facebook ki
nazro se bache huye hai. jaise hi FB ko
aapka pata chalega wo aapka account
band kar degi. so fake account par time
west karne se bache or true ID use kare.
jisse aapka time west na ho.
2. Duplicate Text
Facebook par log ek dusre ke messages
ko copy kar ke apne friends ke sath
share karte rahte hai. jaise shayari,
quotes, jokes and other. iski facebook
par ek had hoti hai. agar aap us had ko
par karoge or ek hi text ko bahut jagah
par share karoge to bhi aapka account
duplicate text ki wajah se block ho sakta
hai.
Mera matlab ye nahi hai ki aap facebook
par kisi or ka test copy kar ke share nahi
kar sakte hai. kar sakte ho bas iski ek
limit hoti hai. us limit se jyada duplicate
text share karoge to aapko problem ho
sakti hai.
3. Bahut Sare Group & Wallpaper
Bahut se log facebook par bina kam ke
bahut se group banate rahte hai or apni
profile and banner par extra photos
upload karte rahte hai. facebook sirf
aapke enjoy ke liye nahi hai. iske bhi
kuch rules hai. ayse facebook account ko
facebook team fake account man kar
block kar sakta hai. so bina kaam ke
apni profile or banner photo na banaye
or jyada group jo aapke kaam ke na ho
create na kare.
Agar aap apne facebook account ko
facebook team ki nazro me safe rakhna
chahate hai to apni profile par jyada
photo upload na kare. isse facebook
aapki ID ko fake samajh sakta hai or
block kar sakta hai.
4. Bahut Sare Groups Join Karna
Bahut se log apni friend list badhane ke
liye bahut sare group join kar ke un me
bina wajah anjan logo ke sath post share
karte hai. wo aysa kar ke bahut sare logo
se apni pahchan banana chahate hai. but
facebook ise allow nahi karta hai. aap
sirf wohi group join kar saktye ho. jin
me aapko interest ho or us group me
aapko thode bahut log jante ho.
Facebook par aap miximum 200 groups
join kar sakte ho. is se adhik group join
karne par aapka aaccount ban ho jayega.
so aap 200 se jyada group se judne ki
koshish na kare.
5. Gair Kanooni (Unlawful) Content
Bahut se log bina dar ke ek dusre ke liye
apmanjanak language me commnet karte
hai. facebook robot aapki har ke activity
par nazar rakhta hai. aap jaah aha
commnet or post karte ho. sab ki
facebook team ko khabar rahti hai. ayse
me agar aapki profile par Unlawful
content or kisi ke khilap post ya
commnet mili to aapka facebook account
block ho sakta hai. or agar aapke khilap
koi report kar de to aapko saza bhi ho
sakti hai. ayse bahut se case aapne news
paper me dekhe bhi honge.
Facebook Unlawful content jaise kisi ke
khilap bad shabd use karna, gair kanuni
jaise dranks ke bare me post karna allow
nahi karta hai. agar aapne aysa kiya hai
to us commnet ya post ko delete kar de.
warna aapke sath kuch bhi ho sakta hai.
6. Adult ya Porn Content
Facebook par sexy, porn, adult khas kar
kar ke girls or ladies ki bad photos par
bahut jyada like aate hai. ayse me bahut
se facebook user apni post or photos par
jyada like or commnet pane ke liye sexy,
porn, adult photos share karte hai.
dheere dheere in logo ko iski aadat pad
jati hai or fir ye log facebook par gali
dena , valgur word use karna start kar
dete hai. ye log tab tak hi bache hai jab
tak facebook team ko inka pata nahi hai.
agar kisi ne inke khilap report ki ya
spam .